दीपावली क्यों मनाई जाती हे
दीपावली क्यों मनाई जाती हे Namaskar me vicckymm from total emitra news aapka is channel par swagat karta hu or aaj ke is video me hinduo ke ek parmukh tyahohar dipawali ke bare me charcha ki jar rahi he ki dipawali kyu manayi jati he kyun is din Deepak jalaye jate he kyun is din laxmi ki pooja ki jati he is tarah ki sabhi bate sabhi charchaye aap ke samne parstut karne ja raha hu isliye aap is article ko complete padhe
Bharat ek aisa desh he jisko tayaharo ki bhumi kha jata he hindu manvta ke anusar kul 35 Crore devi devta he is parkar se dekhe to hamesha kisi n kisi tayohar ka mahol bna hi rahta he inhi tayoharo inhi parvo me se ek khas parv he jo dipawali ke nam se jana jata he or jo dashara ke thik 20 din bad manaya jata he
Is tayohar ko dekhne ke liye bahar se vidhesi bhi aate he or bahri videsho me bhi isko dhum dham se manaya jata he
दीपावली क्यों मनाई जाती हे Lekin dipawali kyun manayi jati he kya karan he ki dipawali ko deep jalaya jata he or mata laxmi ki pooja ki jati he yeh sabse badi bat he to hum aap ko btate he ki isme sabse badi rochak bat batane ja rahe ki dipawali ka tayohar kyun manaya jata he dipawali or dipotsav manane ke liye hame bahut sari kahaniya milti he or unhi kahaniyo me se unhi tathyo me se hum 5 tathyo ko chunkar ke samne parstut kar rahe he jo ki sarvmanya he in 5 me se 3 Hindu samuday se he ek Sikh samuday se or ek Jain samuday se sambandit he to aaiye he hum inme se ek ek karke sabhi katho ko sabhi karno ko jante he ki dipawali aakhir kyu manayi jati he dip kyu jalaya jata he or mata laxmi ka poojan kyu kiya jata he
Sabse pahle yeh jan lete he ki dipawali ka tayohar ka kab manaya jata he ji ha dipawli ka yeh tayohar dipotsav ka tayohar kartik amawasya ko badhe hi dhumdham se manaya jata he
दीपावली क्यों मनाई जाती हे Aayie ab yeh jan lete he ki dipawali kyun manayi jati he
Pahli kahani judi hui he baghwan shree ram Chandra ji se kripa yug me jab shree ram Chandra baghwan ko 14 saal warsh ka vanwas hua tab us doran woh us 14 warsh me aneko dukh jelkar ke ravan ki lanka pahuche wha par lankapati ravan ka vadh karne ke bad shree ram Chandra kartik amwashya ko hi ayodhya lote the is avsar par samst ayodhyawasi baghwan shree ram ke wapsi par khusi manate hue ghee ka Deepak jalaye the tab se dipawali ka parv manaya jane lgahe.
दीपावली क्यों मनाई जाती हे Dusri katha judi hui he samuder manthan se samduar manthan se kartik amawasya ko hi sheer sagar se mahalaxmi utpan hui thi or bhaghwan shree hari Vishnu ji or mata laxmi ka vivah sampan hua tha tabhi se dipawali ka tayohar manaya jata he or mata laxmi ka pujan kiya jata he mata laxmi dhan ki devi he isliya har ghar me dip jalane ke sath sath math laxmi ka bhi pujan kiya jata he taki us ghar me mata laxmi ka nivas sada us ghar me bna rahe
Tisri ghatna baghwan shree Krishna se judi hui he vyapak yug me ek rakish narkasur hua karta tha wah bahut hi atayachari hua karta tha ek bar woh 16000 uvaktiyo ka apharan kar liya tha
Tab baghwan shree Krishna ne narkasur ka vadh kiya tha or un 16000 uvatiyo ko narkasur se mukt karaya tha wah din bhi kartik amawasya ka hi din tha shree Krishna bhakti dhara ke log isi yug ki din ko dipawali ke rup me manate he
Chothi kahani judi hui he sikh samuday se ek bar ki bat he jab mugal badhsah Jahangir ne 52000 rajao ko gwaliyar ke kile me me bandhi bna kar ke rakha tha or us doran sikho ke chtwe guru har govind singh ne apni sujh bujh avm un 52000 rajao ko Jahangir ki kaid ke mukt karath tha tabhi se sikh samuday bhi is dipawali ke tayohar ko bade hi dhum dham se manate he
5vi katha jain dharm se judi hui he jain dharm ke chobisve or antim thirth Shankar baghwan sawami ko kartik amawasys ki rat ko hi nirman ki prapti hui thi or is din baghwan mahavir ke parmukh gotam swami ko bhi prapti hui thi isliye dipawali ko roshni ka tayohar ko jain dharam ke log hi bade dhum dham se manate he jain grantho ke anusar baghwan mahavir sawami ne dipawali wale din artharth kartik amawasya ke din mox me jane se pahle aadhi rat ko antim updesh diya tha jise utradhyan sutra ke nam se jana jata he baghwan mahavir sawami ke mox me jane ke bad waha mojud jain dharmawlambiyo ne Deepak jalakar ke roshine karte hue khusiya manayi thi jain dharam ke liye yeh tayohar visesh rup se tyag or tapasya ke rup me manaya jata he isliye is din jain dharam baghwan mahavir sawami ki pujan visesh rup ke karte he or unke tyag or tapaysa ko hitkar karte he isliye visesh puja ka aayojan kiya jata he
दीपावली क्यों मनाई जाती हे Ek tarah se in panch binduo ko hi aadhar mankar ke is tayohar ko is dipawali ke tayohar ko dipotsav bade hi dhum dham se kewal bharatwarsh me hi nahi apitu pure desh videsh me bhi manaya jata he jo ki pure harsh or ullash ka tayohar hota he is din gharo me Deepak jalaye jate he bacche patakhe chodte he or mata laxmi ka visesh pujan kar unhe parsan karne ka paryas kiya jata he
Dipawali ke din mata laxmi ke pujan ke alawa baghwan shree ganesh or kuber baghwan ka bhi pujan archan kiya jata he baghwan shree ganesh budhi ke devta he isliye hum baghwan shree ganesh se prathna karte he ji hame satmati margh ki or leke chale or kuber ji dhan ke devta hone ke karan puja kiya jata he jisse se kuber ji ki kripa hum par bani rahe or dhan sampda parchur matra me bhra pda rahe or hamara bhandar bhara pada rahe
Is tarah se aap ke samne dipwali manane ke panch ththya or kathaye parstut ki gayi lekin depawali manane ke liye jobhi kathaye ho job hi tathya ho lekin yeh bat nischit he ki Deepak aanand parkat karne ke liye jalaye jate he bhartiya sanskriti me Deepak ko sabse evm gyan ka mana jata he kyuki Deepak sawyam jalta he lekin dusro ko parakash deta he Deepak ki ise visesta ke karan dharmik grantho me deepka ko bharam sawaroop mana gya he yeh bhi manyta he ki deep dan se sharirik or aadhytmik Shakti prapt hoti he jaha surya ka prakash nhi pahuch pata wha Deepak ka prakash pahuch jata he deepka ko surya ka bhag suryansh sambhav ko Deepak kha jata he
Tag- Diwali 2020, Diwali 2018, Diwali wishesh, diwali 2019, diwali 2020 date in india, diwali images, diwali kab he, diwali festival 2020, dashara, ravan,
4 टिप्पणियाँ
Nice content
जवाब देंहटाएंSuper content
जवाब देंहटाएंNice details
जवाब देंहटाएंUsefull content
जवाब देंहटाएं